Saturday, November 23, 2024
Hindi Songs

Sound of Raaz Piano Notes Raaz Reboot

Instructions: Sign + = Higher Octave, - = Lower Octave, # = Sharp Notes, b = Flat Notes. See Piano Theory Click Here Key Name details with diagram.

Sound of Raaz Piano Notes Raaz Reboot Available On Piano Mint. Easy Keyboard Piano Notes For Sound of Raaz, Casio Notes, Guitar Chords, Lyrics.

Song : Sound of Raaz
Movie : Raaz Reboot
Singer : Jubin Nautiyal


Western Notes


Raaz aankhen teri
EFEC+.. BABAG
Sab bayaan kar rahi
DEDB… AGGAGF
Sun raha dil teri khamoshiyan
CDCA.. ABAG# EDDEFE

Kuch kaho na suno
EFEC+.. BABAG
Paas mere raho
DEDB… AGGAGF
Ishq ki kaisi hai ye gehraiyan
CDCA.. ABAG# EDDEFE


Saaya bhi jism se
E+D+D+D+ D+E+D+BABAG
Hota hai kya judaa
D+C+C+C+BA, ABC+BC+
Jitni bhi zor ki ho aandhiyan
E+D+D+D+ D+E+D+BABAG, AABAG#

Scientific Pitch Notation

Lyrics


Raaz aankhein teri
Sab bayaan kar rahi
Sun raha dil teri khamoshiyan

Kuch kaho na suno
Paas mere raho
Ishq ki kaisi hai ye gehraiyan

Saaya bhi jism se
Hota hai kya judaa
Jitni bhi zor ki ho aandhiyan

Raaz aankhen teri
Sab bayaan kar rahi
Sun raha dil teri khamoshiyan

Jeena ka tu sahara
Tu hi roshni
Kehta hai har sitara
Meri tu chandni

Hum judaa ho jaaye aisa mumkin nahi
Dhoop ho tum meri
Chhaanv bhi ho tum hi
Paas ho toh door hai tanhaaiyan

Main chalunga mushqilon mein
Saaya ban tera
Iss jahan mein, uss jahan mein
Bas ek tu mera
Khusbuoon se teri mehke jism mera

Raat aayegi toh main subah laaunga
Maut aayegi toh lad jaaunga

Saaya bhi jism se
Hota hai kya judaa
Jitni bhi zor ki ho aandhiyan

Kuch kaho na suno
Paas mere raho
Ishq ki kaisi hai ye gehraiyan

These are demo notes for respective song. You can try it on your instrument. If it works for you and you are comfortable to play with our notes, you can simply get full notes by paying us. Just click the Buy Now button below and see our packages.