Mere Samnewali Khidki Mein Piano Notes Padosan
Instructions: Sign + = Higher Octave, - = Lower Octave, # = Sharp Notes, b = Flat Notes. See Piano Theory Click Here Key Name details with diagram.
Mere Samnewali Khidki Mein Piano Notes Padosan Available On Piano Mint. Easy Keyboard Piano Notes For Mere Samnewali Khidki Mein, Casio Notes, Guitar Chords, Lyrics.
Song : Mere Samnewali Khidki Mein
Movie : Padosan (1968)
Singer : Kishore Kumar
Classical Sargam Notes : www.sargambook.com
PDF Shop: shop.pianodaddy.com
Online Classes: Learn Classical Music At Home (Online Classes)
Join Us: YouTube, Facebook, Twitter, Instagram, Whatsapp, Telegram, Reddit
Western Notes
Mere saamnewaali khidki mein
GAABGGF#EAA
Ek chaand ka tukda rehta hai
GAABGGGGF#EGG
Mere saamnewaali khidki mein
GAABGGF#EAA
Ek chaand ka tukda rehta hai
GAABGGGGF#EGG
Afsos yeh hai ke voh humse
DDBAB, GC+C+BC+
Kuch ukhda ukhda rehta hai
EEEEFGABGGGG
Mere saamnewaali khidki mein
GAABGGF#EAA
Ek chaand ka tukda rehta hai
GAABGGGGF#EGG
Scientific Pitch Notation
Lyrics
Re hai..
la la la..
hmm he he
mere samne waali khidki mein
ek chand ka tukda rehta hai
mere samne waali khidki mein
ek chand ka tukda rehta hai
afsos ye hai ke vo hamse
kuchh ukhda ukhda rehta hai
mere samne waali khidki mein
ek chand ka tukda rehta hai
jis roz se dekha hai usko
hum shamaa jalaana bhool gaye
dil thaam ke aise baithe hain
kahin aana jaana bhool gaye
ab aath pahar in aankhon mein
wo chanchal mukhda rehta hai
mere saamne waali khidki mein
ek chaand ka tukda rehta hai
barsaat bhi aakar chali gayi
baadal bhi garaj kar baras gaye
barsaat bhi aakar chali gayi
baadal bhi garaj kar baras gaye
par uski ek jhalak ko hum
www.hinditracks.in
ai husn ke maalik taras gaye
kab pyaas bujhegi aankhon ki
din raat ye dukhda rehta hai
mere samne waali khidki mein
ek chand ka tukda rehta hai
afsos ye hai ke wo humse
kuchh ukhda ukhda rehta hai
mere samne waali khidki mein
ek chand ka tukda rehta hai