Man Mera Mandir Piano Notes Shiv Bhajans
Instructions: Sign + = Higher Octave, - = Lower Octave, # = Sharp Notes, b = Flat Notes. See Piano Theory Click Here Key Name details with diagram.
Man Mera Mandir Piano Notes Shiv Bhajans Available On Piano Mint. Easy Keyboard Piano Notes For Man Mera Mandir, Casio Notes, Guitar Chords, Lyrics.
Song : Satya Hai Ishwar
Album : Shiv Bhajans
Singer : Anuradha Paudwal
Classical Sargam Notes : www.sargambook.com
PDF Shop: shop.pianodaddy.com
Online Classes: Learn Classical Music At Home (Online Classes)
Join Us: YouTube, Facebook, Twitter, Instagram, Whatsapp, Telegram, Reddit
Western Notes
Satya hai ishwar shiv hai jeewan
E+C#+BE+E+, C#+E+C#+BC#+C#+
Sundar ye sansar hai teeno lok hai tujhme teri
D#+BGF#E GF#F#, GGF#GAGF#E F#F#EF#GF#EC#
Maya apram par hai
C#G F#GF#EEE
Om namah shivaye namo..om namah shivaye namo..
E+C#+C#+C#+B E+C#+C#+C#+B
Man mera mandir shiv meri pooja
BC#+E+BC#+C#+, C#+BGC#+C#+BB
Man mera mandir shiv meri pooja
BC#+E+BC#+C#+, C#+BGC#+C#+BB
Shiv se bada nahi koi duja
C#+BGEF#F#, F#F#GF#EC#EE
Scientific Pitch Notation
Lyrics
Satya hai Ishwar
Shiv hai jeevan
Sundar ye sansaar hai
Teeno lok hai tujhme teri
Maya apram par haiMan mera mandir shiv meri pooja
Man mera mandir shiv meri pooja
Shiv se bada nahi koi dujaBol satyam shivam bol tu sundaram
man mere shiv ki mahima ke gun gaye ja
Man mera mandir shiv meri pooja
Parvati jab sita bankar jai shri ram ke sammukh aai
Ram ne unko mata kehkar shiv shankar ki mahima gaai
Shiv bhakti mein sab kuchh sujha shiv se bada nahi koi dujaBol satyam shivam bol tu sundaram
man mere shiv ki mahima ke gun gaye ja
Man mera mandir shiv meri poojaTeri jata se nikli ganga aur ganga ne bhishm diya hai
Tere bhakto ki shakti ne sare jagat ko jeet liya hai
Tujhako sab devo ne puja shiv se bada nahi koi duja
Bol satyam shivam bol tu sundaram
man mere shiv ki mahima ke gun gaye ja
Man mera mandir shiv meri pooja
Shiv se bada nahi koi duja