Suna Hai Log Use Aankh Bhar Piano Notes Ghazal
Instructions: Sign + = Higher Octave, - = Lower Octave, # = Sharp Notes, b = Flat Notes. See Piano Theory Click Here Key Name details with diagram.
Suna Hai Log Use Aankh Bhar Piano Notes Ghazal Available On Piano Mint. Suna Hai Log Use Aankh Bhar Piano Notes For Beginners. Easy Letters Notes For Beginners.
Song : Suna Hai Log Use Aankh Bhar
Singer : Gayathri Asokan
Ghazal By: Ahmad Faraz
Classical Sargam Notes : www.sargambook.com
PDF Shop: shop.pianodaddy.com
Online Classes: Learn Classical Music At Home (Online Classes)
Join Us: YouTube, Facebook, Twitter, Instagram, Whatsapp, Telegram, Reddit
Western Notes
Sunā hai log use aañkh bhar ke dekhte haiñ
GF#EB-CC, CCEDCB-, B-DF# F#AG..EDDC
Sunā hai log use aañkh bhar ke dekhte haiñ
GF#EB-CC, CCEDCB-, B-DF# F#AG..EDDC
Sunā hai log use aañkh bhar ke dekhte haiñ
GEGB-CC, CEDEDCB-, B-DF# F#AG..EDDC
So us ke shahr meñ kuchh din Thahar ke dekhte haiñ
CEGBA AF#F#F#, ED#E.. EGGC+B, AGF#F#G..GF#E F#EDC
Sunā hai log use aañkh bhar ke dekhte haiñ
GF#EB-CC, CCEDCB-, B-DF# F#AG..EDDC
So us ke shahr meñ kuchh din Thahar ke dekhte haiñ
CEGBA AF#F#F#, ED#E.. EGGC+B, AGF#F#G..GF#E F#EDC
Sunā hai log, Sunā hai log, Sunā hai log
GEDB-CC, G-G-CB-DDD, BAGDEE
Sunā hai rabt hai us ko ḳharāb-hāloñ se
So apne aap ko barbād kar ke dekhte haiñ
Scientific Pitch Notation
Lyrics
Suna Hai Log Use Aankh Bhar Ke Dekhte Hain
So Ukse Shehar Main Kuch Din Thehar Ke Dekhte Hain
Suna Hai Rabt Hai Usko Khrab Halon Se
So Apne Ap Ko Barbad Kar Ke Dekhte Hain
Suna Hai Dard Ki Gahak Hai Chashm E Naaz Uski
So Hum Bhi Uski Gali Se Guzar Ke Dekhte Hain
Suna Hai Usko Bhi Hai Shair O Shayari Se Shaghaf
So Hum Bhi Mojze Apne Hunar Ke Dekhte Hain
Suna Hai Bole To Baton Se Phool Jharte Hain
Ye Baat Hai To Chalo Bat Kar Ke Dekhte Hain
Suna Hai Rat Use Chand Takta Rehta Hai
Sitare Baam E Falak Se Utar Ke Dekhte Hain
Suna Hai Hashar Hain Uski Ghazaal Si Aankhain
Suna Hai Hiran Usko Dasht Bhar Ke Dekhte Hain
Suna Hai Din Ko Use Titliyan Stati Hain
Suna Hai Rat Ko Jugnon Thehar Ke Dekhte Hain
Suna Hai Rat Se Barh Kar Hai Kaklain Uski
Suna Hai Sham Ko Saye Thehar Ke Dekhte Hain
Suna Hai Uski Siyah Chashmagi Qiyamat Hai
So Usko Surma Faroosh Aah Bhar Ke Dekhte Hain
Suna Hai Uske Labon Se Ghulab Jalte Hain
So Hum Bahar Pe Ilzam Dhar Ke Dekhte Hain
Suna Hai Aina Tamasil Hai Jabeen Uski
Jo Sad Dil Hain Use Ban Sanwar Ke Dekhte Hain
Suna Hai Jab Se Hamail Hain Uski Garadan Main
Mizaj Or He Lal Wa Gohar Ke Dekhte Hain
Suna Hai Uske Badan Ki Tarash Aisi Hai
Ke Phool Apni Qabain Katar Ke Dekhte Hain
Bas Aik Nigaha Se Lut’ta Hai Kafla Dil Ka
So Rehrwan E Tamana Bhi Dar Ke Dekhte Hain
Suna Hai Uske Shabstan Se Mutsal Hai Beshit
Makeen Udhar Ke Jalwe Bhi Idhar Dekhte Hain
Ruke To Grdshain Uska Tawaf Karti Hain
Chale To Use Zamane Thehar Ke Dekhte Hain
Kise Naseeb Ke Be Perahan Use Dekhe
Kabhi Kabhi Dar O Diwar Ghar Ke Dekhte Hain
Kahaniyan He Sahi Sab Mubalghe He Sahi
Agar Wo Khwab Hai Tabeer Kar Ke Dekhte Hain
Ab Uske Shehar Main Therain Ke Kooch Kar Jaien
“FARAZ” Aao Sitare Safar Ke Dekhte Hain